Presenting a new rap song of Sunny Khan Durrani "Haasil", sung, write and composed by Sunny Khan Durrani. A very deep rap from Sunny Khan Durrani. 

Sunny Khan Durrani Haasil Lyrics

Kitni Hi Naimaton Ko Kiya Mene Andekha
Kitne Afsos Leke Afsurda Ban Betha
Kya Hua Jo Abu Hogaye Dur?
Mujhe Hona Chaiye Fakhar Ke Me Maa Ka Gharoor
Ke Me Marham Hun Zakhmon Pe Tootay We Dil Ki
Ye Taaqat Bhi Sirf Rab Ke Sab Pyaaron Ko Milti

Go for lyrics: